Thursday, 3 November 2011

जब प्यार हुआ



सारे मौसम तब लगे एक 
जब प्यार हुआ, ये खबर मिली
बदली भी छुप गयी बादल में 
कुछ दूर आसमानों के आँगन में 
लगते अब सूरज चाँद भी पास 
उनकी दुनिया भी कुछ ख़ास 
  रात भी मीठी- मीठी सी 
अब पूछें है कुछ बातें मुझसे 
क़ि
दिल धड़कन का या धड़कन दिल क़ि 
इन बातों का अब होश कहाँ 
 दरिया का हर कोना भी पूछे पता तुम्हारी लहरों का 
जिनमे तुम उठती सी
सोती,बहती सी,रहती,कहती,सहती सी बिल्कुल वैसे 
जैसे कीचड़ में खिला हो एक कमल 
जिसके दीदार क़ि उम्मीद खुद कीचड़ को ना हुई हो शायद ....
सारे मौसम तब लगे एक 
जब प्यार हुआ ये खबर मिली...ये खबर मिली...||

Sunday, 14 August 2011

कह दे ज़रा

 कह दे ज़रा ,ज़रा सा तो सही
अभी नहीं पर देर से ही सही
लफ्ज़ हो ऐसे की सुकून मिल जाए
तनहा उन रातों से बात हो जाए ||
 अधूरी सी ख्वाबो में दिखती हो तुम
 अब तो चाँद की भी आँखों में छुपती हो तुम||
कहना उस चाँद से कि तारे गिरा दे
पूरी कुछ मेरी अब ख्वाहिशें करा दे||
अरसो से तेरी आहटों का एक भी साया नहीं है
फिर क्यूँ आज भी ये सब पराया नहीं है
होती सामने तो ये सारी अजनबी बातें ना होती
क्यूंकि तुम्हारे चाँद को देखकर मेरी सारी ख्वाहिशे पूरी हो रही होती |||

 

Saturday, 23 April 2011

NEEM KA PED


AAKHIR DOSH KYA THA USKA
JO USKE JEEVAN KA ANT HUA
     YAA FIR KISMAT KI REKHAA HI ITNI CHOTI THI
    BHOOL CHUKA JO HUA US BARAS
  AB TO VO YAADEN BHI DHUNDHALI HO GAYI HAI
NAVNIRMAAN K LIYE KAATA GAYA THA USE
KUCH AESA SUNNE ME AAYA THA MUJHE
   THODA UMRADARAAJ HOTA TO YE SAB ROK PAATA
  LEKIN KARTAA BHI KYAA
AB GHAAM ME KISKE AANCHAL ME JAAUNGA MAI
KIS TARAH THANDI HAVAO KA AANAND UTHAUNGA MAI
  CHANDANI RAAT ME USKI GOD ME SOTAA THA MAI
SURMAI THI VO RAATEN
JAB CHHADIK SAPNO ME YUHIN KHOTA THA MAI
   USKI PATTIYO KI KADVAAHAT ME BHI EK MITHAAS THI
AUR USKE JAANE SE MERI JINDAGI KYUN ITNI UDAAS THI
 SEEKH LEKAR GALTIYON SE PARYAAVARAN KO HUM BACHAENGE
NHI TO MERE PED KI TRH KAI AUR KATTE CHALE JAENGE..

   

Friday, 22 April 2011

NAA JAANE AB VO KAISI HOGI


Kaafi arsaa beet gaya
Naa  Jane ab vo kaisi hogi.
Raato se  karti thi baaten
Baaton me, sundar  geet samate
Raaton se milna choot gaya
Ab kisse baaten karti hogi.
         Khusiyon ka  chaata toot gaya
Gham ki baarish me rehti thi
Saavan bhaadav sab  gaye beet .
Kya, ab bhi  baarish ko sahti  hogi.
   Yaadon ki us fulvaari me
Harpal bhavre pe vo marti thi
Meri yaaden kuch bachi ho to
 Yaad mujhe bhi vo karti hogi
  pyaar ka daaman choota tha usse
  khuda ko harpal kosa tha tabse
 jo lautkar vo aagaya kabhi.
Kya khuda ko mudkar dekha hoga.
Bhool se  bhool na paata usko.
Har ek  yaad satati mujhko.
Takdir k panno ko kholkar
Jo USNE kabhi to dekha hota
Hote aaj bhi saath me ham.
Aur mai iss kavita ko kabhi naa likh raha hota

Kaafi arsaa beet gaya
Naa Jaane ab vo kaisi hogi.
Naa jane ab vo kaisi hogi